Tuesday, May 19, 2009

हमारे प्रार्थना स्थल

3 comments:

Kajal Kumar's Cartoons काजल कुमार के कार्टून said...

गुरुद्वारों का प्रबंधन, 'सिंह सभाओं' के अर्न्तगत होता है और 'सेवा' सिख धर्म का अभिन्न अंग है,
जबकि मंदिर माफिया टाइप लोगों की निजी जायदाद हैं जिन्हें मालिक लोग धंधे की तरह चलाते हैं जहाँ हमारे जैसे मूर्ख, श्रद्धालु बनकर रोज़ ठगे जाने को उतावले रहते हैं. सवाल ये है कि, क्या ऐसी जगह प्रार्थना की भी जा सकती है ?
हम हैं कि फिर भी बाज नहीं आते.

idharsedekho said...

thanx kajal,
hindu dharm ka prachar bahut hi gandi tarike se ho raha he,hindu dharm hi ek esa dharm he jaha bina dharm ko jane ,grantho ko padhe sirf diya agarbatti laga kar hi chutti paai jaa sakti he.muze lagta he ki 90pratishat log sirf dar ki vajah se puja karte hejaha dekho gandagi feli he,or jo chanda ya daan milta he uska koi hisab nahi diya jata.

Chakresh Maheshwari said...

Mere vichar se hindu ko dharm kee tarah nahin maan na galat hian kyunki hindu ek apne aap main ek sanstha hain.
Koi bhi dharm kahin bhi itni swantantra nahin deta jitni Hindu deta hian.
yahi swantantra hain jo aaj isko kukhyat bhi kar deti hain
Geeta Ji ka addhyan karne se saaf ho jata hian ke yahan par na to roj pooja karne par jor deeya jata hain, na hee prathna par.
har vyakti ke apni ek bhoomika hian samaj main, ghar main, desh main and sampoorn vishwa main..
usee ko samajhna aur nirwah karna hee hindu darshan hain.